Ahsaan mere dil pe tumhaaraa hai dosto ye dil tumhaare pyaar kaa maaraa hai dosto

75 views since 2008-04-23

Rating:

Star-emptyStar-emptyStar-emptyStar-emptyStar-empty

USA Fan club Inauguration 05 April 2008 - Message from Dr K Chaudhry Hindi movie : Gaban Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Ahsaan mere dil pe tumhaaraa hai dosto Ye dil tumhaare pyaar kaa maaraa hai dosto Banataa hai meraa kaam tumhaare hii kaam se Hotaa hai meraa naam tumhaare hi naam se Tum jaise meharabaan kaa sahaaraa hai dosto Ye dil tumhaare pyaar kaa maaraa hai dosto Jab aa padaa hai koyee bhi mushkil kaa raastaa Main ne diyaa hai tum ko muhabbat kaa vaastaa Har haal mein tumhiin ko pukaaraa hai dosto Ye dil tumhaare pyaar kaa maaraa hai dosto Yaaron ne mere vaaste kyaa kuchh nahiin kiyaa Sau baar shukriyaa are sau baar shukriyaa Bachapan tumhaare saath guzaaraa hai dosto Ye dil tumhaare pyaar kaa maaraa hai dosto

URL: http://drkchaudhrysfanclub.com
Tags:

LESS

More Options
  • Stumble it!
  • Del.icio.us
  • Furl It
  • Share at Facebook